Off Page SEO Kya Hota Hai? Woh Raaz Jo Har Blogger Ko Pata Hona Chahiye!

Off page SEO kya hota hai — seriously, ye woh cheez hai jo har naye blogger ke mind mein ghoomti rehti hai.
Aur honestly, agar aapka content Google pe rank nahi kar raha na, to iska matlab simple hai: aapka off-page SEO weak hai.
Aur boss, SEO mein sirf content likhna kaafi nahi hota — bahar ki duniya (Google ke nazar mein) bhi banana part hota hai

off page seo kya hota hai.
On Page ya Off Page SEO?

Off Page SEO Kya Hota Hai?

Chalo simple baat karte hain —
Off page SEO matlab: jo bhi cheez aap apne blog ke bahar karte ho taake Google aapko trustworthy samjhe.

Ye sirf backlinks nahi hota — ye hota hai aapka blog ka “reputation game”.

Think of it like this:

“Google aapko tab tak seriously nahi lega jab tak aur log (websites) aapko seriously nahi lete.”

Aur haan — agar aap confuse hain ke off page SEO vs on page SEO mein kya farq hai — toh simple jawab hai:
👉 On-page: Jo aap apni website ke andar karte ho (content, SEO, structure)
👉 Off-page: Jo aap bahar karte ho (backlinks, shares, mentions)

RELATED ARTICLE : 10 Blogging Mistakes Beginners Make in Their First 6 Months(How to Avoid)

Off Page SEO Kaise Kaam Karta Hai?

So jab koi aur website aapki site ka link deti hai (backlink), ya jab aapka content social media pe share hota hai —
Google dekhta hai:
👉 “Oh, log is blog ko value de rahe hain.”

Result?
Aapki domain authority badhti hai
Aapki ranking improve hoti hai
Aur aap search results mein upar jaate ho, is tarah off page seo kaise kaam karrta hai.

Off Page SEO Kaise Karein? (Without Looking Like a Spammer)

Acha ab serious baat — off page SEO kaise karein? Here’s a no-fluff list:

✅ 1. Quality Backlinks Build Karo

Backlinks kya hote hain? Ye ek tarah ka vote hota hai jo doosri website aapko deti hai — iska matlab hota hai: “hum is blog ko trust karte hain.”

Backlinks are the heart of off-page SEO — but not all links are good.
Focus karo:

  • Guest posting (real blogs pe)
  • Broken link building
  • Niche directories

“Ek achha backlink ek vote of trust hota hai — spammy backlinks sirf Google penalty layainge.”

✅ 2. Apna Content Social Media Pe Viral Banao

  • Facebook groups (SEO, blogging)
  • Pinterest (graphics bana ke daalo)
  • LinkedIn (professional SEO audience)

✅ 3. Blog Commenting (But Smartly)

  • Sirf value add karo
  • Apna link sirf relevant jagah pe do
  • Spam bilkul nahi!

✅ 4. Forums aur Q&A Sites Pe Active Raho

  • Quora, Reddit, StackExchange jahan tumhari niche ka discussion hota ho

✅ 5. Influencer Outreach

  • Apne blog ya post ko micro influencers ke saath share karo
  • Ek achhi reply = ek solid backlink ka chance
how to build backlinks for website
Off Page SEO kya hota hai? Simple it starts with how to build backlinks

How To Build Backlink? Ye 7 Firecracker SEO Moves Jo Sirf Pro Log Use Krty Hn

Dekho, jab baat aaye how to build backlinks for blog, to zyada log sirf “guest post” ya “comment” tak atke rehte hain.
But agar aapko Google ka legit pyar chahiye, to zara pro zone mein aao — jahan backlinks bante hain bina bheek mangaye

Let’s tawaa the game:

1️⃣ Brand Mentions – Link Nahi, Par Trust Full On

Kabhi kabhi log aapka naam mention karte hain bina link ke — lekin Google fir bhi kehta hai:

“Yeh banda har jagah chhaya hua hai. Let’s rank him.”

Twitter threads, FB groups, ya blog roundups mein apni site ka naam ghusa do — smartly!

2️⃣ Local SEO – Agar Aapka Blog City Based Hai

Health blog hai, ya koi local service?
🛠 Google My Business profile banao
Local directories mein entry daalo (jaise: Pakbiz, JustDial)

Google bolega: “Hmm, ye toh local king hai.”

3️⃣ Press Releases – Jab Baat Banani Ho Badi

Site ne 100 posts cross kiye? Naya course launch kiya?
Toh kar do ek free PR drop on sites like:

  • PRLog.org
  • OnlinePRnews.com

Isse milega ek legit backlink + trust bhi

4️⃣ Content Syndication – Ek Content, Double Dhamaka

Apna blog ka 70% content uthao, aur repost karo in jagahon pe:

End me likh do: “Originally posted on [YourBlog.com]”
Taake Google duplicate samjhe bina pyaar de.

5️⃣ Social Bookmarking – Jaldi Wali SEO Shots

Quick indexing chahiye?
Toh post share karo:

  • Reddit
  • Mix.com
  • Scoop.it
  • Flipboard

⚠️ Power low hoti hai, but starting push zaroor milta hai.

6️⃣ YouTube ya Podcast – Hidden SEO Don

Ek simple video banao — jisme blog ka topic explain ho.
Uske description me blog ka link daalo.

Matlab: Ek content = blog + video traffic
Aur backlink free ka mil gaya!

7️⃣ HARO – Jab Chhoti Site Ko Bada Link Mile

HARO (Help a Reporter Out) ek goldmine hai.
Reporters question puchte hain — aap answer do. Agar pasand aaya, to:

  • DA 80+ backlink
  • Zero rupees
  • High trust

👉 Site: helpareporter.com

Simple guide image showing how Off Page SEO kaise karein with backlinks, social sharing, and guest posting.
Off Page SEO kya hota hai? Ye samajhne ke baad agla step hai — Off Page SEO kaise karein.

5 Practical Tips Jo Main Apne Blog Pe Use Karti Hoon

  1. Every post ke baad 2 backlinks ka target rakhti hoon
  2. Pinterest ke liye har post ka graphic ready hota hai
  3. Facebook pe 2 SEO groups mein share karti hoon
  4. Commenting sirf un blogs pe karti hoon jo meri niche ke hain
  5. Har 15 din baad backlink audit karti hoon

Agar aap bhi soch rahe ho ke blog ke liye backlinks kaise banayein, toh yeh strategy aapko definitely kaam aayegi.

Off-page SEO koi 1 ya 2 kaam ka naam nahi — yeh pura ek system hai.
Aur jo banda is system ko follow karta hai, wohi game jeetta hai.
Ab aapke paas full list hai — bas action lo, aur blog ko Google pe shine karo!
Tension nahi — off-page SEO ab aapke control mein hai.

off page seo kya hota hai.
On Page ya Off Page SEO?

Off Page SEO vs On Page SEO– What’s The Real Scene?

Dekho, SEO ka world do hisso mein banta hai:

1️⃣ On Page SEO – Jo Kitchen Ke Andar Hota Hai
Yani:

  • Title, meta description
  • Internal links
  • Content quality
  • Keyword placement
  • Image alt tags
    Basically, jo aapke blog ke andar ho raha hai, wo on-page hai. Jaise aap apni recipe ki presentation perfect kar rahe ho — sab kuch apni site ke control mein.

2️⃣ Off Page SEO – Jo Ghar Ke Bahar Chal Raha Hai
Yahan game alag hai. Isme aapki reputation ban rahi hoti hai Google ki galiyon mein.

Think:

  • Backlinks
  • Brand mentions
  • Social media shares
  • Guest posting
  • Forum discussions
    Yani jo log aapke blog ke baare mein baahar bol rahe hain, wo off page SEO mein aata hai.

Simple Analogy:

On Page = Makeup
Off Page = Logon ka reaction us makeup pe! 😎
Aap jitna bhi glow kar lo, agar koi na dekhe ya appreciate na kare — to kya fayda?

RELATED ARTICLE : On-Page SEO for Beginners (2025) + Free Checklist
: SEO for Beginners: Simple Steps to Rank on Google (2025)
: 10 BEST FREE WORDPRESS PLUGINS FOR EVERY SITE 2025

Ab Jo Bhi Dimag Mein Questions Thay, Unka Garam Jawaab Yahan Hai!

Is off page SEO just about backlinks?

Girl, no. Backlinks are just one slice of the pizza 🍕u003cbru003eOff page SEO is the whole party — brand mentions, social media, PR, HARO, the works. Backlinks are hot, but don’t ignore the rest of the glam squad!

How long does off page SEO take to work?

Not a Netflix episode — think more like a drama series 😅u003cbru003eIt can take u003cstrongu003e3 to 6 monthsu003c/strongu003e (sometimes more), but the growth is worth the patience if you’re playing it smart.

u003cstrongu003eAre all backlinks good?u003c/strongu003e

Nope. Some are toxic like bad exes 👎u003cbru003eFocus on u003cstrongu003equality over quantityu003c/strongu003e — one backlink from a high-authority site u003e 100 shady ones. Avoid spammy directories and Fiverr offers that sound too good to be true.

u003cstrongu003eWhat if I have a new blog? Will off page SEO even work?u003c/strongu003e

Heck yes! Everyone starts somewhere.u003cbru003eOff page SEO helps u003cstrongu003eGoogle find you fasteru003c/strongu003e and u003cstrongu003ebuild early trustu003c/strongu003e. Just stay consistent, even if it feels slow at first — it stacks up 🔥

u003cstrongu003eCan I do off page SEO without spending money?u003c/strongu003e

Yes, queen! 💸u003cbru003eWrite guest postsu003cbru003eAnswer on Quorau003cbru003eJoin Facebook groupsu003cbru003eUse HARO (free!)u003cbru003eMoney helps, but hustle wins.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top